Ye mera prempatra padh kar Song Lyrics From Sangam (1964) | Hindi Movie

Aarde Lyrics

Album: Sangam

Starring:Vyjayanthimala, Raj Kapoor, Rajendra Kumar

Music:Shankar Jaikishan
Lyrics-Hasrat Jaipuri
Singers:Mohammad Rafi
Producer:Raj Kapoor
Director:Raj Kapoor
Year: 1964





meharbaan likhu .. hasina likhu 

ya dilruba likhu 
hairan hu ki aapko 
is khat me kya likhu

ye mera prempatra padh kar 

ke tum naraz na hona
ki tum meri zindagi ho
ki tum meri bandagi ho 

ye mera prempatra padh kar 

ke tum naraz na hona
ki tum meri zindagi ho
ki tum meri bandagi ho 

tujhe mai chanda kahta tha 

magar usme bhi daag hai
tujhe mai chanda kahta tha 
magar usme bhi daag hai

tujhe suraj mai kahta tha 

magar usme bhi aag hai
tujhe itna hi kahta hu 
ke mujhko ..  tumse pyaar hai 
tumse pyaar hai .. tumse pyaar hai 

ye mera prempatra padh kar 

ke tum naraz na hona
ki tum meri zindagi ho
ki tum meri bandagi ho 

tujhe ganga mai samjhunga

tujhe jamuna mai samjhunga
tujhe ganga mai samjhunga
tujhe jamuna mai samjhunga

tu dil ke paas hai itni 

tujhe apna mai samajhunga
agar mara jaau ruh bhatake gi 
ke tere intzar me ..  
intzar me .. intzar me 

ye mera prempatra padh kar 

ke tum naraz na hona
ki tum meri zindagi ho
ki tum meri bandagi ho 

ye mera prempatra padh kar 

ke tum naraz na hona
ki tum meri zindagi ho
ki tum meri bandagi ho 

Post a Comment

0Comments

Post a Comment (0)