Baba ki moorat mein Song Lyrics in Hindi

Aarde Lyrics

Album: Devotional

Song : Baba Ki Moorat 

Aarde Lyrics



Baba Ki Moorat Mein Soorat Kamal Ki
Nikli Re Jab Saibab Ki Palki
Humna Humna Humna Re Humna
Sai Naam Leke Kaho Humna Re Humna

Chalti Hai Jab Sai Bhakton Ki Toliyaan
Goonje Tabhi Jai Kaare Ki Boliyaan
Dekhte Hi Banti Hai Masti Wo Chaal Ki
Nikli Re Jab Saibab Ki Palki
Humna Humna Humna Re Humna
Sai Naam Leke Kaho Humna Re Humna

Baba Tumhari Hee Chabi Sabke Saath Mein
Aur Nahin Hai Kuch Bhi Bhakton Ke Haath Mein
Shobha Anoop Sai Gale Pushp Maal Ki
Nikli Re Jab Saibab Ki Palki
Humna Humna Humna Re Humna
Sai Naam Leke Kaho Humna Re Humna

Shirdi Hee Jaane Kee Thaani Hai Sabne
Baba Kee Mahima Hee Jaani Hai Sabne
Leela Hee Nyaari Hai Sai Kripaal Ki
Nikli Re Jab Saibab Ki Palki
Humna Humna Humna Re Humna
Sai Naam Leke Kaho Humna Re Humna

Baba Ki Moorat Mein Soorat Kamal Ki
Nikli Re Jab Saibab Ki Palki
Humna Humna Humna Re Humna
Sai Naam Leke Kaho Humna Re Humna


Post a Comment

0Comments

Post a Comment (0)