Shiv Shankar Ka Gungaan Lord Shiva Songs Lyrics | Devotional Lyrics

Aarde Lyrics

Shiv Shankar Ka Gungaan
Aarde Lyrics





 Om namas shivaay (8)
 Om namas shivaay .. namas shivaay....

 Shiv shankar ka gungaan karo
 Shiv bhakti ka raspaan karo
 Jeevan jyotirmay ho jaaye jyotirlingo ka dhyan karo
 Shiv shankar ka gungaan karo
 Om namas shivaay (8)
 Om namas shivaay .. namas shivaay....

 Usane hi jagat banaya hai
 Kan kan mein wahi samaya hai
 Usane hi jagat banaya hai
 Kan kan mein wahi samaya hai
 Dukh bhi sukh saahi Chaya hai
 Bolo har har har mahadev har mushkil ko aasan karo
 Shiv shankar ka gungaan karo
 Om namas shivaay(8)
 Om namas shivaay .. namas shivaay....

 Shankar toh hai antaryaami
 Bhakto ke liya sakha se hai
 Shankar toh hai antaryaami
 Bhakto ke liya sakha se hai
 Bhagwaan bhaav ke bhooke hai
 Bhagwaan prem ke pyaase hai
 Mann ke mandir mein isiliye
 Shiv mandir ka nirmaan karo
 Shiv shankar ka gungaan karo

 Om namas shivaay(4)
 Om namas shivaay .. namas shivaay....
 Shiv shankar ka gungaan karo
 Shiv bhakti ka raspaan karo
 Jeevan jyotirmay ho jaaye jyotirlingo ka dhyan karo
 Shiv shankar ka gungaan karo
 Om namas shivaay(5)

 Om namas shivaay .. namas shivaay....

Post a Comment

0Comments

Post a Comment (0)