ho gaya hai tujhko to pyar sajna Song Lyrics From Dilwale Dulhania Le Jayenge(1995) | Hindi Movie

Aarde Lyrics



Album: Dilwale Dulhania Le Jayenge

Starring: Shah Rukh Khan, Kajol
Music: Jatin Lalit
Lyrics-Anand Bakshi
Singers:Lata Mangeshkar, Udit Narayan
Producer: Yash Chopra
Director:Aditya Chopra
Year: 1995








na jane mere dil ko kya ho gaya
abhi to yahi tha abhi kho gaya

na jane mere dil ko kya ho gaya
abhi to yahi tha abhi kho gaya

na jane mere dil ko kya ho gaya
abhi to yahi tha abhi kho gaya

ho gaya hai tujhko to pyar sajna
lakh kar le tu inkar sajna
ho gaya hai tujhko to pyar sajna
lakh kar le tu inkar sajna

dildar sajna hai ye pyar sajna

ho gaya hai tujhko to pyar sajna
lakh kar le tu inkar sajna
dildar sajana hai ye pyar sajna

dekha na tune mudke bhi pichhe
kuchh der to main ruka tha
jab dil ne tujhko rokna chaha 
dur tu ja chuka tha 

huwa kya na jana 
ye dil kyun deewana

ho gaya hai tujhko to pyar sajna
lakh kar le tu inkar sajna
ho gaya hai tujhko to pyar sajna
lakh kar le tu inkar sajna

dildar sajna hai ye pyar sajna

ae wakt ruk ja tham jaa thehar ja
wapas jara daud pichhe
main chhod aayi khudko jaha pe
wo reh gaya mod pichhe

kaha main..kaha tu
ye kaisa hai jadu

are ho gaya hai tujhko to pyar sajna
lakh kar le tu inkar sajna
ho gaya hai tujhko to pyar sajna
lakh kar le tu inkar sajna

dildar sajnahai ye pyar sajna

na jane mere dil ko kya ho gaya
abhi to yahi tha abhi kho gaya..kho gaya



Post a Comment

0Comments

Post a Comment (0)