Dekha hai teri aankhon ko Song Lyrics From Coffy Bar (2001) | Hindi Pop Album

Aarde Lyrics



Album:Coffy Bar

Singers :Aryans
Year: 2001








Dekha hai teri aankhon ko
Chaha hai teri adaon ko
Dekha hai teri aankhon ko,
Chaha hai teri adaon ko

Isme mera kasoor kya hai sanam
Isme mera kasoor kya hai sanam

Jaan-e-jana tujhey hai kasam

Dekha hai teri aankhon ko
Chaha hai teri adaon ko
Dekha hai teri aankhon ko
Chaha hai teri adaon ko

Isme mera kasoor kya hai sanam
Isme mera kasoor kya hai sanam

Jaan-e-jana tujhey hai kasam

Teri nigahon me masti ki chhaon me
duba hu mai is tarha

Kaise batau mai kisko sunau mai
jeeta hu mai kis tarha

Isme mera kasoor kya hai sanam
Isme mera kasoor kya hai sanam

Jaan-e-jana tujhey hai kasam

Dekha hai teri aankhon ko
Chaha hai teri adaon ko
Dekha hai teri aankhon ko
Chaha hai teri adaon ko

Tere hi sapnon me khokar mai soya
Jaga na abtak yaha…

Aati hai pal me jati hai pal me
Dhundu yaha se waha

Isme mera kasoor kya hai sanam
Isme mera kasoor kya hai sanam

Jaan-e-jana tujhey hai kasam

Dekha hai teri aankhon ko
Chaha hai teri adaon ko
Dekha hai teri aankhon ko
Chaha hai teri adaon ko

Isme mera kasoor kya hai sanam
Jaan-e-jana tujhey hai kasam

Post a Comment

0Comments

Post a Comment (0)