Ab mujhe raat din Song Lyrics From Deewana (1998) | Hindi Pop Album

Aarde Lyrics


Album: Deewana 

Starring: Sonu Nigam
Music:Sajid -Wajid
Lyrics-Sonu Nigam
Singers :Sonu Nigam





Hey hey hey hey hey hey

Ab mujhe raat din 
tumhara hi khayal hain
Ab mujhe raat din 
tumhara hi khayal hain

Kya kahu pyaar mein 
deewano jaisa haal hain
Deewano jaisa haal hain 
tumhara hi khayal hain

Ho ho aa ha ha ha la la la la la la

Ab mujhe raat din 
tumhara hi khayal hain
Kya kahu pyaar mein 
deewano jaisa haal hain 

Tum ko dekhe beena 
chain milta nahi
Dil pe ab to koi 
zor chalta nahi

Jaadu hain kaisa 
dil ki lagi mein
Doob gaya hu is bekhudi mein

Ho ho aa ha ha ha la la la la la la

Ab mujhe raat din 
tumhara hi khayal hain
Kya kahu pyaar mein 
deewano jaisa haal hain 

Har pal dhunde nazar 
tum ko hi jaaneman
Had se badhne lagaaa 
mera deewanapan

Dil mein basa lu 
apna bana lu
Ya phir nazar mein 
tumko chupa lu

Ho ho aa ha ha ha la la la la la la

Ab mujhe raat din 
tumhara hi khayal hain
Kya kahu pyaar mein 
deewano jaisa haal hain

Deewano jaisa haal hain 
tumhara hi khayal hain

Ho ho aa ha ha ha la la la la la la
Ho ho aa ha ha ha la la la la la la


Post a Comment

0Comments

Post a Comment (0)