Patriotic Song Sare jahan se accha Lyrics

Aarde Lyrics


Patriotic Song Sare jahan se accha

Music : Ravi Shankar
Lyrics-Muhammad Iqbal
Year: 1904












Saare Jahaan Se Accha
Hindustaan Hamaara Hamaara
Saare Jahaan Se Accha
Hindustaan Hamaara

Ham Bulbulain Hai Is Ki
Yeh Gulsitaan Hamaara Hamaara



Saare Jahaan Se Accha
Hindustaan Hamaara Hamaara
Saare Jahaan Se Accha

Parvat Woh Sab Se Ooncha
Hamsaaya Aasmaan Ka
Parvat Woh Sab Se Ooncha
Hamsaaya Aasmaan Ka

Woh Santri Hamaara
Woh Paasbaan Hamaara Hamaara

Saare Jahaan Se Accha
Hindustaan Hamaara Hamaara
Saare Jahaan Se Accha

Godi Mein Khelti Hain
Is Ki Hazaaron Nadiyaan
Godi Mein Khelti Hain
Is Ki Hazaaron Nadiyaan
Gulshan Hai Jis Ke Dam Se
Rashk-E-Jahaan Hamaara Hamaara

Saare Jahaan Se Accha
Hindustaan Hamaara Hamaara
Saare Jahaan Se Accha

Mazhab Nahi Sikhaata
Aapas Mein Beyr Rakhna
Mazhab Nahi Sikhaata
Aapas Mein Beyr Rakhna
Hindi Hain Ham Hindi Hain Ham 
Hindi Hain Ham Watan Hai
Hindoostaan Hamaara


Saare Jahaan Se Accha
Hindustaan Hamaara Hamaara
Saare Jahaan Se Accha
Hindustaan Hamaara

Ham Bulbulain Hai Is Ki
Yeh Gulsitaan Hamaara Hamaara

Saare Jahaan Se Accha
Hindustaan Hamaara Hamaara
Saare Jahaan Se Accha

Saare Jahaan Se Accha
Hindustaan Hamaara
Hindustaan Hamaara
Hindustaan Hamaara

Post a Comment

0Comments

Post a Comment (0)