Hamare ghar kirtan mein aana Song Lyrics in Hindi | Sai Baba Songs Lyrics

Aarde Lyrics

Album: Devotional

Song : Hamare ghar kirtan mein aana

Aarde Lyrics




Hamare ghar kirtan mein aana Shirdi Sai
Aap bhi aana sang Naradji ko laana
Aaakar vina bajana hamare ghar kirtan mein

Aap bhi aana aang Sri Krishnaji ko laana
Aaakar bansuri bajana hamare ghar kirtan mein

Aap bhi aana sang gopi ko bhi laana
Aakar raas rachana hamare ghar kirtan mein

Aap bhi aana sang gvalon ko bhi laana
Aakar maakhan khana hamare ghar kirtan mein

Aap bhi aana sang Arjun ko bhi laana
Aakar gyan sikhana hamare ghar kirtan mein

Aap bhi aana sang Meera ko bhi Lana
Aakar bhakti sikhana hamare ghar kirtan mein

Aap bhi aana sang santon ko bhi laana
Aakar dhoom machaana hamare ghar kirtan mein

Post a Comment

0Comments

Post a Comment (0)