Duniya Se Dil Laga Kar Saibaba Lyrics in Hindi | Sai Baba Songs Lyrics

Aarde Lyrics


Album: Devotional

Song : Bhog Prayer

Aarde Lyrics





Duniya Se Dil Laga Kar, Duniya Se Kya Milega
Duniya Se Dil Laga Kar Duniya Se Kya Milega – (Chorus)
Sai Ka Naam Japle, Tujhe Aasara Milega (2X)
Duniya Se Dil Laga Kar Duniya Se Kya Milega – (Chorus)

Daulat Ho Yaa Hukumat, Takat Ho Yaa Jawani (2X)
Har Cheez Mitne Wali Har Cheez Aaani Jaani (2X)
Ye Sab Gurur Ek Din, Mitti Me Jaa Milega
Ye Sab Gurur Ek Din, Mitti Me Jaa Milega – (Chorus)

Sai Ka Naam Japle Tujhe Aasara Milega (2X)
Duniya Se Dil Laga Kar, Duniya Se Kya Milega
Duniya Se Dil Laga Kar Duniya Se Kya Milega – (Chorus)

Jisko Tu Samjhe Apna, Woh To Hai Jhootha Sapna (2X)
Sai Sahara Tera, Bus Unka Naam Japna (2X)
Sab Dwar Band Honge, Ye Darr Khula Milega
Sab Dwar Band Honge, Ye Darr Khula Milega – (Chorus)

Sai Ka Naam Japle Tujhe Aasara Milega (2X)
Duniya Se Dil Laga Kar Duniya Se Kya Milega
Duniya Se Dil Laga Kar Duniya Se Kya Milega – (Chorus)

Jitna Chhupa Le Daman , Sai Ko Sab Pata Hai (2X)
Neeki Badi Ko Teri, Har Pal Vo Likh Raha Hai (2X)
Jis Din Hisaab Hoga, Ussey Kya Jawab Dega
Jis Din Hisaab Hoga, Ussey Kya Jawab Dega – (Chorus)

Sai Ka Naam Japle Tujhe Aasara Milega (2X)
Duniya Se Dil Laga Kar Duniya Se Kya Milega
Duniya Se Dil Laga Kar Duniya Se Kya Milega – (Chorus)
Duniya Se Dil Laga Kar Duniya Se Kya Milega – (Chorus)

Duniya Se Dil Laga Kar Duniya Se Kya Milega……

Post a Comment

0Comments

Post a Comment (0)